Posts

P. Lamhon ki tasveer.*

Khat jala chuki thhi Par mann se jalne ka nishaan naa mitta thha... Kisse bhula chuki thhi Par zehen mein phir bhi Tera naam goonjta thha... Waqt guzar gaya Main bhi aage badh gayi Ab peeche Mudd kar nazar Tujhko dhundhti nahin.. Ab bhool gayi Hun tujhe Dhundhli yaadein bhi mitt gayi hain Sarhadon ke paar bhi shaayad Guzre lamhon ki tasveer nahin hai... Medhavi

๐ŸŽˆReth

เคธाเค—เคฐ เค•िเคจाเคฐे เคฏूँ  เคนी เคšเคฒเคคे - เคšเคฒเคคे , เคนो เค—เคˆ  เคฆोเคธ्เคคी เค‡เคจ  เคฐेเคค เค•े เคคिเคจเค•ों เคธे, เค•ुเค› เคนाเคฅ เคฎें เคฐเค–े, เคคो เคนเคตा เคธे เค‰เฅœ เค—เค ,  เค•เคธ  เค•े เคชเค•เฅœे , เคคो เคŠंเค—เคฒिเคฏों เค•े เคฌीเคš เคธे เคซिเคธเคฒ เค—เค ,  เคกूเคฌเคคे  เคนुเค  เคธूเคฐเคœ เค•ो เคฆेเค–เคคे เคฆेเค–เคคे,  เค‰เคจ เคคिเคจเค•ों เคธे  เคฏूँ เคนी เค–ेเคฒเคคे เค–ेเคฒเคคे, เคธीเค– เคฒिเคฏा  เคนเคฎเคจे เคเค• เคธเคฌเค• เคฎोเคนเคฌ्เคฌเคค เค•ा,  เค…เค—เคฐ เค–ोเคจे เค•ा เคกเคฐ  เคจा เคนो,  เคคो เค•ोเคˆ เค”เคฐ เคฌीเคš เคฎें เค† เคœाเคฏेเค—ा ,  เค…เค—เคฐ เคฌเคจ्เคฆीเคทे  เคฒเค—ाเค“ ,  เคคो เคนเคฎเคธเคซเคฐ  เคคเคจเคนा  เคฐเคน เคœाเคฏेเค—ा ,  เค…เคธเคฒी เคฎोเคนเคฌ्เคฌเคค เคตो เคนै,  เคœो  เคถिเคฆ्เคงเคค เคธे  เค•ैเคฆ เค•ा เคตाเคธ्เคคा เคจा เคฐเค–े ,  เค†เคœाเคฆ เคฐเค–े, เค–ुเคฒे เคฐเค–े เคฆाเคฐ्เคตाเคœे , เค”เคฐ เคฎिเคฒเคจे  เคฆे เคฐाเคน เคฎเคจ เฅ›िเคฒों  เค•ो... 05-03-16 Medhavi

๐ŸŽˆHave you ever loved somebody so much ?? *

Have you loved someone so much ? That the sound of their laughter made your soul sing?  That their smell lingered on your skin without a single touch? That you felt happy just knowing the fact that the wind that just brushed them touched you too?  That their mere presence brought tears to your eyes without any win or loss?  That their success meant your dreams coming true? That their voice echoed in your heart even days after they left?  That their mere sight made you pinch yourself to believe that they are actually there?  That their simplest of ways of doing the daily chores made you gaze at them like they are your moon? That their smile meant the world to you even after it came after breaking your heart or leaving you? That their happiness meant your glory ? Have you ever loved somebody so much ??

Jaanti hun main...

Hai kitna kasoorwaar tu Mujhe deewana banaane mein... Hai kitna kasoorwaar tu Mujhe deewana banaane mein... Yeh sochte sochte tujhpar ghazal likh rahi hun main... Teri bekhabari ko junoon bana kar... Teri bekhabari ko junoon bana kar... Aaj Phir khud par hans rahi hun main... Tujhmein hai baat woh kya Yeh ab bhi jaanti nahin hun main.. Tujhmein hai baat woh kya Yeh ab bhi jaanti nahin hun main.. Bas phir tujhko dekh kar tujhse aur mohabbat kar rahi hun main... Ibaadat Ibaadat ka naam dun agar... Ibaadat Ibaadat ka naam dun agar... Toh khuda se mukar rahi hun main... Ibaadat Ibaadat ka naam dun agar... Ibaadat Ibaadat ka naam dun agar... Toh khuda se mukar rahi hun main... Phir bhi tere naam ka kalma phir se dohraa rahi hun main Zindagi tere bin guzarni hai Yeh bhi jaanti hun main... Zindagi tere bin guzarni hai Yeh bhi jaanti hun main... Phir bhi apne aaj se kal ko tabaah kar rahi hun main..

๐ŸšฉMystery

You are the mystery that I never want to unfold, You are so beautiful in your own secret ways, I love the way you recite poetry through your eyes, The way you put forward all your different ideas, The way you quietly listen to me amongst the crowd, The way you gaze at stars to find a contstellation of your own, The way you flip your fingers around the glass that you hold, The way you sip your drink like a year's seasons pass by, Is it your smell that still lingers around my clothes, A bit around the sleeves, a little around the fur, You left so much with me without any intention, You made me fall or drown in you, I still cant express, But just to be precise and clear, You're unique in your own endless ways, You're the day, You're the night, You are everywhere... Medhavi

Kya Meri Tarah...*

Kya meri tarah tumhe bhi talaash hai, Guzre waqt ke khoye huye purzon ki, Jinse shaayad aane wale waqt ki marrammat ho sake.... Kya meri tarah tumhe bhi khushi ki aas hai, Jo guzre waqt ki dhundh mein gumshuda si, Mausamon ki hawa mein thodi thodi chhoo jaati hai ab bhi humein... Kya guzre afsaane bhula sake tum, Ya ab bhi tumko woh baatein zubaani yaad hain meri tarah... Kya woh tohfe phek chuke tum, Ya ab bhi kamre mein sajaaye rakhe ho tum bhi meri tarah... Ab aage badhne bhi do, Khwaabon mein aana chorr do, Bahut be-maksad si lagti hai zindagi tumhare bina, Saath jo mumkin nahin, Ab bhi kyun mannatton mein aata hai... Kyun ab bhi saaya tumhara, Veeraniyon mein bhi dastak si deke jaata hai, Bhoolne do agar tum bhi bhool chuke, Ya yaad rakhne do agar tumne bhulaaya nahin, Na rakhenge bair koi hum , Na poochenge phir kyun bulaaya nahin, Reh lenge tanha iss baat ko yaad kar ke, Ki ek pal hi sahi din ka tumko hum yaad aate toh hain... Medhavi ...

Woh Raat... *

Ho rahi thhi baatein Kuch iss tarah Ki hawa mein hasi ki goonj Aur darmiyaan dooriyon ki khushboo thhi... Kuch judaa kuch kareeb Yun hi gumshuda sa ek khayaal Jhooth aur sach ke beech jhoolta hua... Kuch khud par hasta Kuch khud se rooth-ta hua Khayaal se nikalta sawaal yun hi bin baat jhoomta hua... Kat gayi raat yun hi khaamoshiyon ki gufatagu mein Yun judd gayi ek raah ibaadat ki justajoo mein... Kuch sitaare jo chamke thhe uss raat aasmaan mein Ho gaye chaand ke kuch aur roobaroo kisi aur jahaan mein... Kuch baatein jo huyi shuru thhi baaton ke bunte jaal se Aaj judd gaye phir meri is daastaan aur aaj ke iss khayaal se... Phir likh rahi hun afsaana ussi raat ka Jispar likh chuki hun kitna ussi baat ka Woh hai khayaalon mein aaj bhi khud ko dohraata hua Hai anginat faaslon par phir bhi kareeb aata hua.... Medhavi