Posts

Showing posts from December 18, 2017

Waqt

Waqt ne guzarte guzarte waqt laga diya, Aur tumhari yaad mein ek aur mausam bita liya, Pucha Jo tumne ki tumhara khayaal aaya ki nahin, Humne muskura Kar phir koi bahaana bana diya...