Lamha
Ek lamha tod ke rakha hai,
Taqdeer se jhooth sa bol Kar,
Tum apna lamha bhi jod kar rakhna,
Aankhon mein bandh Kar ke rakhna,
Ki waqt ki bauchaar aksar ashq ban jaaya karti hai,
Isliye mera lamha apni taqdeer mein piro ke rakhna... .
.
.
Medhavi
.
Comments
Post a Comment