zarra
Dafn kar aaye thhe jo mohabbat ka zarra,
Usay nayi kabr dene ka waqt,
shaayad aa gaya hai
Ki mohabbat karne ka waqt,
phir aa gaya hai...
-Medhavi
18.05.15
Comments
Post a Comment