Posts

Showing posts from October, 2021

Poetry - 🌸

Mujhe lagta hai saath kuch jaldi chhoot gaya,  Par ehsaas ab tak chootta nahin,  Subha ka pehla khayaal,  Raaton ka aakhiri Sawaal,  Har mausam ki khushboo,  Aur mohabbat ke maayeene,  Sab tab bhi tum se thhe,  Ab bhi tum se kaayam Hain. Jis mod par tumne manzil Badal di thi,  Us chauraahe par ab bhi khadde bhi hum *Hain* ,  Ek sagar piroya tha khwaabon ko samet ke,  Bikhre thhe jo lafzon ke libaas mein, tumhari us laal diary mein,  Yaad hai tum usmein aksar apne dil ki khaas baatein likha karte thhe ?  Ek waqt tha jab har panne par naam tha mera,  Aur kabhi kabhi mujhe yaad kar tumhari aankhon ki nami se kuch lafz bhi dhundhla jaate thhe.  Mulaaqaaton ka waqt seemit hota tha,  Aur sagar mein moti se tumhare ehsaas ghulte rehte thhe,  Kabhi socha nahin tha,  Ki wo khwaab khud hi todne padenge, tumhara Mudd ke na dekhna kabhi khwaab ke khwaab mein bhi na tha, par tumhara jaana, shaayad maaloom tha, Tab...

Dim lit room🌸

A dim lit room  And projector screen  Songs of the 80s  And a glass of rum and coke  Distance created on purpose  Sparks flying on each accidental touch  A simple conversation  Silences and pauses  Words intermingled  And stolen glances  A touch on the lips  A stroke in the hair  A slight grip on the waist And a mild push away A reluctant kiss  Yet longing too  A look in the eye  And wanting it too  Hesitation and breakable rules  Soft caresses on the skin  Smiling in between  Wondering what we are up to A decision to push away  A longing to stay close too  A little heart saying no to it  And a little saying yes too  No idea about the time  If it's night or day  Just a dim lit room  And projector screen  Two lost souls  Listening to the 80s  With a glass of rum and coke